BPSC AE Recruitment 2019

Exam controller number shared in this group is on whatapp too.kya bolte ho bhai attack kr de kya???

Bhailog....PHED AE ka koi news??

I am leaving 1. steel and 2. Structural analysis completely... kitne marks ke aate hain in dono se... kyu ki paper me 7 me se 5 karna hota hai subjective me.. if i am in danger please give valuable suggestion.

Structural ke question lengthy aate hai kya bpsc me ..kisi ne practice kiya hai to batana...

I think from steel only 20 marks 2 questions of 10 marks each subjective questions are asked every time. No idea about structure... one question of bmd sfd of frame u can guess.

Resultwa kab nikelega ???? Kuch to bolo grOup suna suna lag raha hai

Sorry...bro........ It is really surprising to hear the gvt is thinking of delaying the recruitment by alliwing btsc to publicise in gate score in near future....

Permanent on gate..... Rcd for 100 posts... Bcd for 50... Phed for 35.... Irrigation around 120.... Kab hogaa dekh lenaaa jab hogaaa GATE SE HOGAAAA

What is the URL of btsc??

Jh..t..naaa jaane naukria mera... Arey bhai...wait kRo.....ho jayegaa.....sab kuchh yumsalonnn ko time pe chahiye source...reference then....my foot....WAIT TILL OCTOBER NOVEMBER OF THIS YEAR ...ISKE BAAD EK NOTICE AAYEGA.....................πŸ˜‚πŸ˜‹πŸ˜‹β˜ΊπŸ˜πŸ“Ώβ›‘πŸŽ“πŸŽ©πŸ’ŽπŸ’ŽπŸ“ΏπŸ’„πŸ’„πŸ“ΏπŸ§’πŸ§’πŸ§’β›‘πŸ“ΏπŸ“ΏπŸ’„ Usmein likha...hoga......bihar rajya aur bharat ke nagrik jo bhi bihar sarkaar ki sthayi vacancies ke liye aawedan karnaa chahte hain...wo gate 2020....kaa exam de sakte hain....umeedwaron ki medhaa suchii GATE SCORE PAR BANAAKAR...BAHALI KI JAAYEGI.....

To 3 mahinaa mein gate karke pahunnch jaanaaa naukriyaaa kare....

Protest karne ka socho bhai log ...ab aise kaam nhi chaleg...bpsc ko neend se jagana hoga...tejaswi aur pappu yadav ko bhi bulao............. gate ke baad i think sab free hi hain ek meeting karo agar ye logtab bhi exam ka kuch progress nhi karte hain to. Pehle hum log aapas me hi mil le

Ek get together type meeting rakho bhai gate exam ke baad. 12 ya 13 feb .... agar exam ka result nhi aaya tab.

Jo log result ko le kar baura rahe hain... result to esi saal aa jayega vo v final. Pichhla record dekha h kisi ne bpsc ki site me archieves pe? 4-5 saal ka plan jo bol rhe hain vo ye dekh le. last advt 2011 me aaya tha r final result 2013 me. Joining me max 6 months. To faltu afwah mat failayein.... padhe r dusron ko padhne de. R bahilog r behen log, jinka PT clear ho raha h vo apna mains ka preperation jaari rakhein.Β 

jinko syllabus english me chahiye unke liye ...Β 

for civilΒ 

for allΒ 

Phed (je contract) mein btech wale form bharsakte Hain Kya???

Mechanical ka v syllabus vjo Bhai

SSC je paper 1 on 23/9/2019