CGL 2012 Tier 2 Preparations and Results

@akk234 mazak chal raha hae kya... yaar...

Bhaiyon.... ab ya to kal meri band bajegi ya mein band bajaunga......

If
Band Bajegi ..... Suzu Responsbile
Band Bajaunga ..... Suzu Responsible
@mohit231 bhai... kal earned leave mar dena.. bypasss karti hae project lead ko... yaan manager ko... system approved...
@suzu12345 aaj nhi aayega result abhi tu soja bhai kal result ki aisi ki taisi karege......

44 Minutes More

Dhen Ten Nen

@suzu12345 Bhai .... tu nahi jantaa... mera kyaa hai.....
@sk.jadon nai bhai... ruk jaa aaj ka din dekh ke jaataen haen... baad mein mat bolna ki subah ka yahan pae thaa aur jab result aaeya toh so gaeyaa thaa... rukja 40 minutes

40 more

@akk234
@mohit231 aisa kya tha....bhai...?????
@suzu12345 said:
@sk.jadonnai bhai... ruk jaa aaj ka din dekh ke jaataen haen... baad mein mat bolna ki subah ka yahan pae thaa aur jab result aaeya toh so gaeyaa thaa... rukja 40 minutes
ok thik ye yar ...gf ki call aa rhi he yar

@suzu12345 anywhich ways.....bhai 12 baje party...aaya toh bhi
nahi aaya toh bhi...itni der sab wait kar re hain toh party for shear optimism inspired by u...:)

Kitne jage hue hai....Akki ... Suzu ... Mein ... Jadon .... Bas Four ....

@suzu12345 Me doing sada hua mtech....leave it uska naam lene ka bhi man nahi karta....
@mohit231 said:
Kitne jage hue hai....Akki ... Suzu ... Mein ... Jadon .... Bas Four ....
+1

Only Five people Akki Cool Me Suzu Jadon waiting 4 result

Only Six Sagrma Akki Cool Me Suzu Jadon waiting 4 result...


sabi bhai log 12 bajae tak uth kae jana....


ccolbuddy bhi utha hae aur mohit bhi ... make it 7... bro... such huge energy flowing here.. optimisim toh aayaegaa hi... some are spectators.. but eagerly waitin. cause... somewhere inside says.. result may come today... wat say...
@suzu12345 abe aa gayi hai kya?
@mohit231 said:
Only Six SagrmaAkki Cool Me Suzu Jadon waiting 4 result...
nhi yar 7...mine gf is also waiting......

i want it to come today yaaaaron...:)

bot intejaar ho gaya