q 4, 5 and 6i dont think any question need to be translated.
Ques 4 => option b series is given (1*1 + 2*2 +..... 10*10) multiply 4 to series it becomes (2*2 + 4*4 + ..... 20*20) multiply both sides therefore value = 385*4 = 1540
Ques 6 => option 4 see for this u need to have a fair idea about powers of 2 now 320 lies near to 256 which is 2^8 and we also need some lower power of 2 ending in 4 which is 64 or 2^6 so x=7 can be infered from it other way of doing this is lengthy involves letting 2^x= as a variable its better u should have idea of upto 10 powers of 2 and 6 powers of 3
4th and 5th as expected sahi hai...6th - answer is 2^7your answer is not truehere is the explanation2^x * 2^(-1) + 2^x * 2^1 (aise likh sakte hai na?now take 2^x common. ( 1/2 +2) = 3202^x= (320*2)/52^x= 2^7thus x=7
abe tab aadha hi reply kar diya tha poora check kar
shabash yar... great... you havce great knowledge in number system.incase you have some good question bhai... why dont you try to post?
bhai bataya tha khud ki padhayi chalu karne ki himat nahi ho pa rahi hai abhi 15 ka wait kar raha hun kya pata kuch ho chamatkar ho jaaye jab chalu karunga tab pakka dalunga
Q8 dividing any number by 3 and 5 respectively we get 2 and 1 as a remainder. if we divide the same number by 15 then the reaminder is? a 1 b 2 c 5 d 7
bhai yar yeah samjh nahi aaya... sahi se samjhao apna method?
dhek 320 sum hai toh sabse pehle mere ko aise do power of 2 chahiye jo 320 se chote ho aur last digits 10 banati ho toh 320 ke pass chote 2 ke powers hai 256,128,64,32 baaki bahut chote ho gaye. ab dhek bas 256 aur 64 hi 300 ke aas pass hai toh bas inki power check kar le ek ki 8 hai dusre ki 6
dhek 320 sum hai toh sabse pehle mere ko aise do power of 2 chahiye jo 320 se chote ho aur last digits 10 banati ho toh 320 ke pass chote 2 ke powers hai 256,128,64,32 baaki bahut chote ho gaye. ab dhek bas 256 aur 64 hi 300 ke aas pass haitoh bas inki power check kar le ek ki 8 hai dusre ki 6
64 kaise hai 300 ke pass? and last digit 10 banati hai? yar you are vague in this question. @anticipator.lad bhai aapko samjh mein aa raha hai?
64 kaise hai 300 ke pass? and last digit 10 banati hai? yar you are vague in this question. @anticipator.lad bhai aapko samjh mein aa raha hai?
abe dhek mere ko sum chahiye 320 haina ab agar tu 256 + 64 karega toh tere ko answer milega na ? tu kewal 64 pe concentrate kar raha hai its a sum ek no 256 dusra 64
bhai jiska bhi answer likho please usko quote kar dia karo..isse confusion nahi hogi.. btw answer is not 2. 😞 try again and try to solve your methods here.