CHSL & FCI PREPARATION

reasoning ke jo qns mai nahi kar paaya :

Q9
1 3 4
5 2 8
26 13 ?

(A) 12 (B) 39 (C) 3 (D) 80

Q10.
10 11 12
105 126 ?
(A) 12 (B) 149 (C) 3 (D) 2

Q11.
7 23 21
1 3 ?
2 5 7
--------------------
3 4 3

(A) 1 (B) 0 (C) 2 (D) 3

Q12.
11/2 , 5/8 , 7/3 , ?

(A) 3/27 (B) 2/27 (C) 1/27 (D) 3/9

please koi solve kare inko

@coolparul007 said:
plz tell me the tweeter id of ssc chief.......
@sscchief
@dehati said:
reasoning ke jo qns mai nahi kar paaya :Q91 3 45 2 826 13 ?(A) 12 (B) 39 (C) 3 (D) 80Q10.10 11 12105 126 ? (A) 12 (B) 149 (C) 3 (D) 2Q11.7 23 211 3 ?2 5 7--------------------3 4 3(A) 1 (B) 0 (C) 2 (D) 3Q12.11/2 , 5/8 , 7/3 , ?(A) 3/27 (B) 2/27 (C) 1/27 (D) 3/9please koi solve kare inko
q9- 80 ( 4 ka square + 8 ka square)

q10- 149 ( 12 ka square +5)

q11-bhai ye maine nahi kiya par 0 lag raha hai

q12- 1/27
@anuragtomar said:
q9- 80 ( 4 ka square + 8 ka square)q10- 149 ( 12 ka square +5)q11-bhai ye maine nahi kiya par 0 lag raha haiq12- 1/27
waah dost kitna asani se kar diya mai 5-7 min barbaad kiya in 4 que par, phir bhi nahi samajh me aaya
@anuragtomar said:
q9- 80 ( 4 ka square + 8 ka square)q10- 149 ( 12 ka square +5)q11-bhai ye maine nahi kiya par 0 lag raha haiq12- 1/27
q 12 kaise karenge please bataye
@anuragtomar said:
q9- 80 ( 4 ka square + 8 ka square)q10- 149 ( 12 ka square +5)q11-bhai ye maine nahi kiya par 0 lag raha haiq12- 1/27
bhai mere se 11 and 12th nahi ban raha...anurag yaar 12th samjha de...

arey waah mera do line blue ho gaya , baaki kab ho ga anticipator bhai ke jaisa

bhai thode math ke bhi bata do

@dehati said:
q 12 kaise karenge please bataye
nominator 7 me 6 kum
dinominator 3 ka cube
@minus said:
bhai thode math ke bhi bata do
aapka aaj tha kya paper mera to 501PN9 tha
@dehati said:
arey waah mera do line blue ho gaya , baaki kab ho ga anticipator bhai ke jaisa
mera bhi ho gaya bro congrates

@anuragtomar said:
nominator 7 me 6 kumdinominator 3 ka cube
lekin aise series kaha ban raha hai, 5/8 aur 7/3 me kya relation hai
@anuragtomar @dehati hai...tum log bahut aage jaoge...poore paanch ke paanch dekhna chahunga mein tum logo ke lines... but make every line count... which u both doing faadu types... salute to both of u... aise hi chalne do bhai logo...


anurag..thanku for 12th explanation..
@dehati said:
aapka aaj tha kya paper mera to 501PN9 tha
mera set bhi yahi hai kya tum apne eng ke ans. do ge

@anuragtomar said:
mera set bhi yahi hai kya tum apne eng ke ans. do ge
deta hu bhai pata nahi mera thik hai ki nahi....
@dehati nai bhai mera 4 ko haI isiliey to keh raha hu ki math ka part ki jankari do thodi
@dehati said:
reasoning ke jo qns mai nahi kar paaya :Q91 3 45 2 826 13 ?(A) 12 (B) 39 (C) 3 (D) 80Q10.10 11 12105 126 ? (A) 12 (B) 149 (C) 3 (D) 2Q11.7 23 211 3 ?2 5 7--------------------3 4 3(A) 1 (B) 0 (C) 2 (D) 3Q12.11/2 , 5/8 , 7/3 , ?(A) 3/27 (B) 2/27 (C) 1/27 (D) 3/9please koi solve kare inko
11 th aa gaya.............hehahahah

(7-1)/2 =3
(23-3)/5 = 4

aage to tum log hoshiyaar ho kar hi loge :p
@dehati said:
reasoning ke jo qns mai nahi kar paaya :Q91 3 45 2 826 13 ?(A) 12 (B) 39 (C) 3 (D) 80Q10.10 11 12105 126 ? (A) 12 (B) 149 (C) 3 (D) 2Q11.7 23 211 3 ?2 5 7--------------------3 4 3(A) 1 (B) 0 (C) 2 (D) 3Q12.11/2 , 5/8 , 7/3 , ?(A) 3/27 (B) 2/27 (C) 1/27 (D) 3/9please koi solve kare inko
11th mein division ki line ke baad wala part included hai ya nhi......
@anuragtomar ye hai mere english ke answer 501PN9 test form no. :
51A , 52C, 53A, 54C, 55C, 56B, 57D, 58A, 59C, 60D, 61A, 62C, 63B, 64A, 65A, 66A, 67C, 68B, 69C, 70B, 71A, 72C, 73D, 74A, 75A, 76A, 77C, 78B, 79A, 80C, 81D, 82B, 83B, 84C, 85B, 86C, 87C, 88D, 89D, 90A, 91B, 92A, 93A, 94B, 95A, 96C, 97B, 98D, 99A, 100C ...... dost ab batao mere kitne sahi hai inme se..
@coolparul007 said:
11th mein division ki line ke baad wala part included hai ya nhi......
ha wo to hai na