right triangle bhi hai 180 -(60+30) 6sqrt3 asaa me hypotenuse hai hypotenuse aur base ke sath 30 ka angle ban ra haito cos 30= B/6sq3age perpendicular nikalobase pata hai perp pata hai half*base * altitude=area
hehehe...bhai aswers do(2) aayenge...aur tumhe koi IDEA nahi ki kounsi height hai...
9 and (3 rt3)... so u have to select from given options only, which is 3rt3..
hehehe...bhai aswers do(2) aayenge...aur tumhe koi IDEA nahi ki kounsi height hai...9 and (3 rt3)... so u have to select from given options only, which is 3rt3..
Bhai, sabki soch... tere pass kuch positive points hai...mein in general baat kar raha hun for CHSL.
kya bat kar re ho bhai aap ke kene ka matlab koi banda 1 min tak eng ka cloze calculate karta rahega
highly unlikely bhai ya to aata hoga ya nai
phir itna time invest karne ka matlab ni banta 20 sec (which is way too much to be honest) padne me lagenge aur das sec ans decide karne me aur wo bhi har ques me nai kuch to 5 - 5 sec me ho jaenge
kya bat kar re ho bhai aap ke kene ka matlab koi banda 1 min tak eng ka cloze calculate karta rahega highly unlikely bhai ya to aata hoga ya nai phir itna time invest karne ka matlab ni banta 20 sec (which is way too much to be honest) padne me lagenge aur das sec ans decide karne me aur wo bhi har ques me nai kuch to 5 - 5 sec me ho jaenge
hahaa... tu nahi sudhrega kabhi...
gola lagana.....beech beech mein invigilator log aate hai ..aangudha lagana...unke saath gappe maarna... ye sab time koun calculate karega...
beta tum paper de kar aao angreezi ka mein poochunga fir kitne time mein banaya..... 20 mins to minimum hai dost.... lets hope ki tu 15 mins mein kar aaye..... that will give u extra 10 mins for Maths...