CHSL & FCI PREPARATION

@brixcel nai bhai muje bi ni mila admit card kahan se milega me to postpone soch ra tha ye to prepone ho gaya

iam from north region

@minus said:
@brixcel nai bhai muje bi ni mila admit card kahan se milega me to postpone soch ra tha ye to prepone ho gaya
aap bhi NR se kya?
@anticipator.lad are height hi to bol raha hu
reply to pado

mujhe to kai baar feel hota ke main SSC ki site hi galat dekh rahi hoon....jo admit cards nahi aaye abhi tak. :embarrassed:

@brixcel yea iam from nr as well
@anticipator.lad pehle hypotenuse se 1 base nikal lo phir chote triangle me bade triangle ke base ko chote triangle ka hipotenuse mano aur height ko chote triangle ka perp manophir chote wale triangle me sin 30 perp/hypotenuse hyp pehle hum base manke nikal chuke haito ab jo per ki value niklegi wo height hogi
@anticipator.lad bhad me gaya question pehle admit card ka batao
prepone ho gaya paper
upload kaha hua hai ?
@minus said:
@anticipator.ladpehle hypotenuse se 1 base nikal lo phir chote triangle me bade triangle ke base ko chote triangle ka hipotenuse mano aur height ko chote triangle ka perp manophir chote wale triangle me sin 30 perp/hypotenuse hyp pehle hum base manke nikal chuke haito ab jo per ki value niklegi wo height hogi
tell me, tera base, altitude and hypotenuse ki kya kya values aa rahi hai????
@minus said:
@anticipator.lad bhad me gaya question pehle admit card ka batao prepone ho gaya paper upload kaha hua hai ?
tereko samajhaya na...focus on studies...admit card aaj nahi to 6 th ko aa hi jayega...aur 1 din ka prepon kounsa bada teer maar lega....

shukra mana..ki like punjab and haryana..tum logo ko utha-utha ke idhar udhar nahi feka....one of my dear friend from sirsa haryana..usko utha ke amritsar ka centre de diya hai....which is 6-7 hours of journey.....

so shukra kar ki tum logo ke saath aisa nahi hua.....

@anticipator.lad 60 se 9 or 30 se 3rt3 height dono he case me 4.5 hai
bhai unhone kaha hai base ke angle 30 or 60 hai aur height sirf wo hoti hai jo base ke perp hoti hai base ko kuch aur nai consider kia ja sakta 1 triangle to dia hai us triangle pe perp khada karo to do nae triangle ban jate hai aur jo sides 30 or 60 ka angle bana ri hai wo base ke lie hyp ban jati hai

bhai 4.5 kya aa raha hai tera???

@anticipator.lad said:
tereko samajhaya na...focus on studies...admit card aaj nahi to 6 th ko aa hi jayega...aur 1 din ka prepon kounsa bada teer maar lega....shukra mana..ki like punjab and haryana..tum logo ko utha-utha ke idhar udhar nahi feka....one of my dear friend from sirsa haryana..usko utha ke amritsar ka centre de diya hai....which is 6-7 hours of journey.....so shukra kar ki tum logo ke saath aisa nahi hua.....
haan theek key re ho

@anticipator.lad are height bhai altitude wahi to nikalne ko bola hai
@minus said:
@anticipator.lad are height bhai altitude wahi to nikalne ko bola hai
tu jaan le lega meri ek hi question ke peeche....

Bhai....height is asked....area to kahi poocha bhi nahi aur naa hi bataya gaya...then why you applyin area = 1/2 base * height

altitude and height is the same thingy.... do not calculate areaaaaaaaaa....

the values you calculated as base and altitude/height is 3rt3 and 9.....and given hypotenuse is 6rt3....this is correct but we dont know which is altitude and which is base....so in options only 3rt3 is given, so mark it as your answer....

ab samjha???


@anticipator.lad are yaar purani post pade ja rahe ho nai bhi to pado
@minus said:
@anticipator.lad are yaar purani post pade ja rahe ho nai bhi to pado
purana-naya chhod...tu final answer bata...

For a triangle, base is 6squrt3 cm and two base angles are 30 and 60, then height of the triangle is
a) 3squrt3
b) 4.5
c)4squrt3
d) 2squrt3
@anticipator.lad 60 se 9 or 30 se 3rt3 height dono he case me 4.5 hai
bhai unhone kaha hai base ke angle 30 or 60 hai aur height sirf wo hoti hai jo base ke perp hoti hai base ko kuch aur nai consider kia ja sakta 1 triangle to dia hai us triangle pe perp khada karo to do nae triangle ban jate hai aur jo sides 30 or 60 ka angle bana ri hai wo base ke lie hyp ban jati hai
aur dono nae triangle ka 1 hi perp hai jo apne base(ye base matlab jo 90 angle ke oopsite side hai) ke upar altitude khaDA kia hai


.ladpehle hypotenuse se 1 base nikal lo phir chote triangle me bade triangle ke base ko chote triangle ka hipotenuse mano aur height ko chote triangle ka perp manophir chote wale triangle me sin 30 perp/hypotenuse hyp pehle hum base manke nikal chuke haito ab jo per ki value niklegi wo height hogi



agar abi bi ni samje to bolo phir details me solve karke batata hu
@anticipator.lad said:
purana-naya chhod...tu final answer bata...For a triangle, base is 6squrt3 cm and two base angles are 30 and 60, then height of the triangle isa) 3squrt3b) 4.5c)4squrt3d) 2squrt3
chalo pura ans karke batata hoo theek hua to phir batana padega admi kaun hai

mujhe sirf tu triangle ki 3 sides bata.


one is given as 6rt3.... other two?? bata??