Pakka aaj ayega result
Aaj humaara result ayega
Result dekhenge aaj hum
Result ayega aaaj ye ye
Sbi po k form submission k baad aaega result..6march k baad...sab mile hue h...😂😂
Result ki badhai ho sabko
IBPS rrb ka result aaj pkaa ayega
Arey Wah yr .....Aj result aa Raha hai
Chalo shukar hai ... Aj result at last aa jayega
Bhai ye kisi ne group me post kiya hai ki use ibps se ye reply aaya hai. Aur kisi ko bhi aayaa hai kya???
Jab bc ibps ko result nhi dena tha to 1 ko marks kyu diye
Result aane wala hai. Ye ye ye
Ab aur kuch nahin ho saktha ...... surely kuch locha toh jarur hai. bhagwwan jane ab kya hoga ....
Dubte Ko tinke ka Sahara kaafi .......Result aaj ayega
aaya kya result are waah aane bala hai na fir theek hai source na pochna bs aane bala hai raste me hai bs upload ho rha hai
Aaj result aayega jaaaani
sb log apna dimag laga re h khub...result late hone ke........or ibps vale mje le re hamri majburi ka....
Haaaan IBPS result dega aaj rrb ka
IBPS rrb ka result aaj ayega pka
kuch to raham kar mere bhai ibps bale in bando par or bandiyo par dekh tere intjaar me palake to 17 se hi bichi hain ab to pagal hone ki kagaar par hain de bhai de result aaj