14th 4th shift
lets discuss english questions
passage me ek answer raised tha ek me ONLY A tha
error bold word detection me ek me ALL CORRECT ek me sphum karke kuch tha error? aur share kro
14th 4th shift
lets discuss english questions
passage me ek answer raised tha ek me ONLY A tha
error bold word detection me ek me ALL CORRECT ek me sphum karke kuch tha error? aur share kro
21/22 ko exam hai ki nahi?
14 th oct 2nd shift attempt
0 voters
Bhai first day first shift me 61 attempt wale ki accuracy kitni rahni chahiye ki mains Nikal jaye.. kal reasoning me questions tha .. 5 persons k,l,m,n,p aur unke completed orders 11,37,52,81,20 aur wo alag alag floor par rahte hai.. puzzle solve karke kaha galat kar deya pata nai 4th question me 2 option sahi ho ja rahe the.. main samajh Gaya ki bhasad ho gayi hai puzzle me Kahi.. par time nai tha toh pahle ke 3 attempted questions bhi tab galat hi kiye hoge ye soch hi nai paya.. wo 3 questions galat hoge aur meri Lanka lagegi.. ab doston sahi se Bata do ki 54 marks bhi aaye toh mains me Jane ka chance hai ya nahi
71 Attempts Day 1 Shift 1 Expecting 60 marks OBC In or out? What say
14th first shift guys... Plz comment ur attempts....
13 Oct 1shift attemps
0 voters
Last year cutoff 43 tha to is br sb 55 ku predict kr re he. Yr baki shifts me kess b paper aya hu humre me to gand fati pdi thi na. Humne to bc attempt itne ni kie jitni cutoff predict ho ri he. 😢
Does anyone remember umbrella, coat puzzle in 14th 4th shift
Koti koti naman un logo ko 1. Jo Apni accuracy ka percent bta dete hain 2. Dusre k shift k difficulty lvl bta dete hain 3. Attempts ko actual marks samjh lete hain 4. Aur Ek exam khrab hone k vja se suicide sochne lgte hain...
Mene kal 3rd shift mein attempt Kiya tha bahut baccho jesa paper tha clerk level lol attempted 83 !!
13 oct 1st shift me north south waale puzzle me..CQGRJZMA me 1 question k answer me none tha??....aur Z is third to the left of g...YA PHIR. J is third to the left of Q .kya aisa dono me se koi ek likha tha question k last line me??...anyone remember??..plz discuss
I think most of the predictions are inspired by SBI this time qki uska cut off high gya tha... Sb k sb 1:10 k hisab se predict kr rhe jbki aisa kuch mentioned ni tha isme n Sbi ne specifically mention kiya tha... Aur vaccancy will also play a major role.. Difficulty lgbhag same this as sbi po pre..
P,N,A,E se kitne word ban jayenge?
Guys agar tum selection ratio btaaoo do muje toh mein exact cuttoff btaaoo dunga
Abey Mahendra Waley hutiye hai Abhi review dekha Kal ki first shift ka...Aur maths wala toh Sabse bada wala hutiya hai bol Raha ki maths mein 30+ hona chahiye aur total 75+ bol raha.sala hutye.. iskey pitaji ne bhi kabhi exam nahi diya hoga IBPS po pre ka....bc.
4th shift attempts..???
As per mah understanding, cutoff to 64 k aas paas rahe gay. What do you think guys?
Kya yr tension ho gayi 13ko first shift attmpt 64 ufff yr mains ki prep karon ya nahi......upar se mhn Waley bol rahey hai 75+ good hai ..salon Ney dang mar li .... 😲😲😲😲😲