IITR/2018/Non Teaching Jobs

Information mili hai ki result ka process Abhi Chal Raha hai...result aj sham mai nahi toh mon ya Tue mai pkka aa jaega..

Bhai. Junior superintendent me kitne marks ayege to final selection ho jayega..?

Hope results will b out ths week . All the best to all of us

Site busy chal rhi h sayad result upload ho rha hoga

its out https://www.iitr.ac.in/administration/uploads/File/position%20/2019/FINAL%20NOTIFICATION_JAN%202019.pdf

Ja and jla hold

Iit roorkee me sari post biki hui hai bhaiyo. JA and JLA walo maan lo ki tumhara nahi hua. Iit roorkee ke employee ke dependents ne court me case kiya hua hai ki ye job unhe do. 1 saal se case chal rha hai... Pta nahi kab tak chalega. Jab case ka judgement aa jayega tab iit wale JA and JLA ka rslt declare krenge. Agar vo case jeete to seat unki .. agar nahi bhi jeete to seat unki jinhone paise khilaye hai. To iit roorkee ko bhool jao...Aur aage k exam ki tyari kro

Jinki hogya h unko kbtk join krna h?

Bhai ye latest rule hai regarding recruitment..

https://www.iitr.ac.in/Main/pages/establishments+Establishment_Services.html Ish link mein jake compassionate Recruitment mein jake ek bar read karo..

Junior assistant ka nhi aaya kya??

Mere ek dost ne aaj btaya ki usko iit k Kisi recruitment office ke employee ne 15 lakh ka offer dia tha ki 15 lakh dedo junior superintendent mai tmhara pakka ho jaega.. mere friend ka JS ka tier 1 nikala hua tha.. mere frnd ne diye nahi the par..

in case anyone needs ths : Vacncies in IIT JOdhpur out now https://oa.iitj.ac.in/Advertisement/Advertisement%20Number%2025_Non%20Academic%20Positions_FINAL.pdf

Bhai agar koi roorkee ka ho toh jake ke pata kar sake?

Bhai jo koi bhi JS ya JTS me selected hai, wo ye group join kar le -


https://goo.gl/tzdT26

Any info about ja or jla??? Plz update

Today I file a RTI regarding status court proceeding which is concerned with JA and JLA

How many in this group are selected for the preinterview at IIT ROORKEE, post-Technical Level 1

bhai logo kuch pta chala ..? ki soye rahogey tum log ..? hum bhi kar de ek case fir.....?

Hi, everyone, opponent won the case in High court uttrakhand