Bhai General hindi and English first paper ke marks count honge mains me ya nai ?plz confirm kar do
kya kiya jaaye??? kal ke baad se adiwasi-mulniwasi chhatra sangh ki taraf se bhi kuch info nahi mil raha hai.. unko assembly ka gherao karna chahiye tha aaj.. aur DopT Minister ( Shayad CM hi hai ) usse appointment le ke baat karni chahiye.
Ranchi ka mahaul pataa nahi lagg paa raha hai.
Koi news nhi AA rhi h
Any progress towards Postponement ? sutro k hawale se koi khabar?
Jin logo ne " on habits" padha hai...unk liye ek recent example https://www.ndtv.com/offbeat/viral-us-politician-removes-glasses-hes-not-wearing-twitter-laughs-1801334?pfrom=home-wapsuperspecial
Kasai jab ek murgi ko halal karta hai..to baaki murgiyan dana chugne me buzy rehti hain. Hum insaan bhi aise hi hote jaa rahe hain. Duniya me roz itne crimes ho rahe par hum sochte hain humein kya? Mera sujhaw hai ki hum log bachhe hi paida na karein, is jeevan ke chakra ko rok dein. Na rahega insaan, na honge unpe atyachar.
और phd प्रोग्राम जारी हो गया ................ज्ञान देते रहे हो सकता है pt एग्जाम फिर से हो जाय। और शायद यह बेहतर हो with all modification । क्योंकिइस विरोध के बाद शायद ही एग्जाम हो। बेहतर होगा यदि पूरी प्रक्रिया ही समाप्त कर दी जाय । ना 15 गुणा न आरक्षण की मारा मारी और न विरोध । क्योंकि जब मकान में दरार ज्यादा आ जाय तो उसे तोड़ कर बनाना चाहिए। लेकिन पहले स्थानीय नीति सही करे सरकार सब कुछ अपने आप ठीक हो जाएगा। बेहतर होगा
Ra'gobar' baba 29th ko exam karane par ade hai... 29th ko Curfew bhi jhelane ko taiyaar hai...
Jharkahnd me right to service act 15Nov 2011 se lagu hua hai naa?
What do u people think?vote.
If anyone has any authentic news then plz share.
- Exam cancel hoga
- Exam postpone hoga
- Exam 29 se hoga
0 voters
Hi All
Few senior candidates in Ranchi are pretty damn sure exam will be conducted from 29th of January. Utterly confused !
i have given up hope of exam being postponed. Kuch nahi ho sakta. Padh lena chahiye ab. Milte hain St Paul's college me.
How did HC arrive at the golden date of 25-Jan to decide upon the reservation case. Padmavati par SC ne ek hee din mein decision le liya...There are many guys who will be travelling on 23rd,24th..in case exam postpone hota hai toh bahoton ka ticket cancellation,etc mein money waste hoga aur baaki pareshaani to hai hee. Fast track court sirf books mein mention hota hai shyd :-) Now we can see the interplay of responsiveness, accountability, citizen centric machineries.
Aaj assembly me diye gaye CM ke speech ko sunkar lag raha hai ki opposition ke dwara resevarion wale issue ko uthaya gaya hai. Raghubar Das kah rahe the ki opposition jab sarkar me thi to usne 22 saal tak aadiwasiyon ke liye kya kiya hai, jo aaj ghadiyaali aansu baha rahe hain, bhrusht secretary ko appoint kar ke rakha itne samay tak, CSAT hatane ki himmat nahi thi, hamari sarkar be hataya. Ham hamesha moolwasiyon ke hit ki baat karte hain aur aage bhi karte rahenge.
Hahahahaha... Kejriwal ki Naiyaa dol rahi hai delhi me. Bahut badaa paap kiya tha isko assembly me vote de ke, socha tha baakiyon se thoda alag hoga. By God.. bahut disappoint kiya hai isne, mere area ka MLA bhi disqualify hoga.. ab koi bhul nahi hogi 😂
Maine abhi student leader Manoj Yadav ji ko call kiya.....to unhone kaha ki exam hone k zyada chances hain.
Court ko JPSC ke favoure me decision Dena hota to usi din decision de deta.
#6th_Jpsc
प्रेस रिलीज
-------------
Jpsc पास छात्रों ने प्रवेश पत्र जलाया
आज शाम 5 बजे केंद्रीय पुस्तकालय मोराबाादी के प्रांगण में छठी JPSC P.T. पास छात्रों ने मुख्य परीक्षा का प्रवेश पत्र जला कर 29 जनवरी से होने वाले आरक्षण विरोधी JPSC के मुख्य परीक्षा का बहिष्कार किया ।
इस मौके पर आरक्षण अधिकार मोर्चा के अजय चौधरी ने कहा कि 29 मार्च को JPSC की मुख्य परीक्षा को अगर रद्द नही किया गया तो 29 मार्च को राँची बन्द कराएंगे और सभी परीक्षा केंद्रों में घुसकर परीक्षा दे रहे अभ्यर्थियों की मुख्य परीक्षा की कॉपी को फाड़ दिया जाएगा ।
किसी भी हाल में 29 जनवरी से जबर्दस्ती आरक्षण विरोधी jpsc मुख्य परीक्षा का आयोजन नहीं करने देंगे
आज के प्रवेश पत्र जलाने कार्यक्रम में आरक्षण अधिकार मोर्चा के अजय चौधरी के साथ संतोष कु महतो, रूपेश कुमार, चंदन कुमार , तिलेश नायक, जीवन प्रकाश,उमेश प्रसाद,मिथुन कुमार प्रजापति, दिलीप राय , आर.महली,अंजनी कुमार , सुनील मेहता , देव कुमार आदि छात्र उपस्थित थे ।
संतोष कुमार महतो
(मीडिया प्रबंधन)
(AAM)
Etv me 29 Jan SE bta rha hai. Govt NE sari tyri kar li