Official Quant thread for CAT 2013

@sujamait said:
han yar tabhi toh mene none of these bola tha
KOI solid logic batao..
@sujamait haha hum bhai option ke khladi hai :P
@catter2011 bhai try karle isse koi series bani hi nai rahi bana ke dekh lo
@sauravd2001 said:
@karl bhai yahan toh prrove ho jayega ab exam mein thodi na aap proove karne baithoge bas ab yaad karlo ki max value jab dono sin aur cos ke term de rakhe hai same base ke sath toh max or min value pie/4 or 5pie /4 pe hogi respectively
thik hai, ye chalega, par maja nahi aaya
@sauravd2001 thanks. But there was no none of the above in options in that question paper. i forgot an option which was i think 37. 😞 BTW its an elitmus question. i vow that the data in the given question is correct..
@catter2011 said:
KOI solid logic batao..
bhai ab ham the hunt for red october dekhne ja rhe hein..solid logic aap nikal hee loge. :)
@sauravd2001 said:
@catter2011 bhai try karle isse koi series bani hi nai rahi bana ke dekh lo
han bhai option save time and brain.
@karl matlab mujhse itna kosega ki mujhe proove karna hi padega ki diffrenriate karo aur yeh sab karo ???????
@catter2011 said:
KOI solid logic batao..
kaun sa question.
@karl said:
kaun sa question.
sri ram ka question dheko.. IIT and IIM wala match..

find odd man out

331, 482, 551, 263, 383, 362, 284

@catter2011 said:
find odd man out331, 482, 551, 263, 383, 362, 284
383
abc
a*c = b
@catter2011 said:
find odd man out331, 482, 551, 263, 383, 362, 284
331
@grkkrg said:
383abca*c = b
sahi baat..
@catter2011 said:
2^(1-_/2) and 2^(1+_/2)
bro plz post the approach as well
@catter2011 bhai 383 hi ayega
@krum said:
331
NO 383 it is
@krum bhai pahli baar galat hua hai 😛
@astute99 said:
bro plz post the approach as well
iss question ka bohut discussion hua tha.. check few previous posts..
@sauravd2001 said:
@karl bhai yahan toh prrove ho jayega ab exam mein thodi na aap proove karne baithoge bas ab yaad karlo ki max value jab dono sin aur cos ke term de rakhe hai same base ke sath toh max or min value pie/4 or 5pie /4 pe hogi respectively
bro pi/4 pe max aur 5pi/4 pe min kaise aaya????

pick up the wrong number

582, 605, 588, 611, 634, 617, 600