Two days left for 22 SEP. Don't get excited.
CONGRATULATIONS
aaj e nai bolunga. kyu ki sab ko pata he, results kabhi bhi aa sakta he. lekin e bolunga, congratulations bolta kisliye tha. zindagi keliye dosto. chahe result aaj aaye, ya kal, ya parso. chahe me in hu, ya out. lekin, apni zindagi se kabhi peeche nai hatunga. uskeliye hamesha congratulations. aur ek khush khabri he aap sab keliye. e mera last exam he. to aage se, karodo me se, ek banda kam, competition keliye. kuch bhi THE END nai he dosto. kuch na kuch dhang to karilunga zindagi me. aur karrahahu bahut kuch. bas aage se exam nai dunga. bas, bahut hogaya. sirf itna hi nai bolunga. ek movie dikhavunga. jo bhi bande banaye he, badiya banaye he. result ayega dosto. aur mujhe lagta he, me bahar hojaunga. lekin ap sab, chahe select hojae ya nai, kuch bhi THE END nai he, hamesha yaad rakhna. aage badenge. apni apni zindagi jeeyenge. shukriya. movie dekhiye. kuch seekhne ko mila to, share keejiye. sabkeliye dher saare shubkamnaye.
CONGRATULATIONS.
चलो मित्रो आजके दिनमे बोहुत घिसाई हुवा फायदा कुछ नही हुआ। कालसे फिर घिसना
Mera dimag khrab ho Gaya
Nind haram Kar Rakha hai
Anybody here whose life is hanging by a thread because of Mains result! 😫 Solely depended on this exam Kind of last hope.
All WB candidates only. Plz other state guys clk your's alloted option. Ye marks hai expctd attmpts nhi.
- Other state
- Cutoff 100+ jayega
- Shift 1 80-85
- Shift 1 85-90
- Shift 1 90-95
- Shift 1 95+
- Shift 2 80-85
- Shift 2 85-90
- Shift 2 90-95
- Shift 2 95+
0 voters
Arey venom bro acha khasa post delete mar diya yar 😂😂🙈
abcdef
ghijklmnopqrstuvwxyz
Thank you ashish for the info..
So jaau ab aaj ni ayega na
- Bilkul so aaj ni ana
- Wait 12 bje tak
0 voters
Iss group mein bhi ab 16000+ post ho gaya hai Tu kab result upload karega re SBI
Kaise time katu
Aaj Ka match kon jitega?
- tie
- Bangladesh
- Afghanistan
- barish hogi

0 voters
Lpt and documents verification sath me hoga?
ये जो जिंदगी की किताब है, ये किताब भी क्या किताब है, ~ इंसान जिल्द संवारने में लगा है और पन्ने बिखरने को बेताब हैं
Mera Saturday ko koi v kam nhi bnta or bigad hi jata h or result v Saturday ko hey shanidev isbar koi good news de dijiyega pls😢
Main toh 12 bje wait karunga ... waise bhi abhi 10:30 ho gaya hai .... wo log chahe toh aaj v result upload kar sakte hain ... pdf hpload karne me 15 min lagega aur kya .... nai aaya toh kal wait karunga .... but result aaj nai aaega aisa sure shot nai maan sakta .... jai bhole nath ...
It's absurd that people in this group are expecting results today when you know today was holiday in Mumbai .