🏛 SSC CGL 2019 Tier 1 Notification – Exam Date, Syllabus and Preparation (Part 1)

Bhaiyo, antiraju wale bande facebook ke neeche diye hue name search karke join karo. Jeeth humari hogi. Xam 17th feb ko hi hogi. For more details PM me.

Method ..


If a, b , c be all positive integers then the least postie value of 

a^3 +b^3 + c^3 -3abc  


Ans. 4

Pakoda

Ye ssc cgl bhi hindu muslim debate ki tarah h aap jitna dekhoge utna hi lagega ki kuch thik nahi h 😓😓jabki asal me esa kuch h nahi agar aap apne aap me mast rhke padhai kr rhe ho to sab cool chal rha hota tension lena na lena aap ke upar h ye case wagera hamesha chalte rhte kal satyam tha aaj raju aur agle saal koi aur tuchiya hoga itna tension lene ki jarurat h nahi na hi raju ko itna footage dene ki padhai kroge to wo kaam hi aayegi aaj nahi to kal 👍👍👍👍to in sab bato ko chhodo 10 din bache h bas chill rho BEST OF LUCK

Shortcut hai koi ya phir traditional????

can anyone confirm please. latest rti reply says no vacancies in css. but on ssc website, it is showing 371. how is it possible. can there be an error in rti reply ??


We r with Raju... he is fighting for d right cause..Ye Mukherjee nagar ke coaching institute vale hai...jinki dukane chalna raju ke karan band ho gayi hai..isiliye fir against r...u jaise twitter campaign chala rahe hai.. kuch Nahi kar paoge... he is fighting for truth.. kam se kam usme ye ability to hai ki vo sach k liye lad sake..: lekin tum logo ko to keval apni dukano se matlab hai.. again m saying openly.. We support raju .. we all are with him..: 👍👍👍

Rakesh Yadav sir ki maths classes ki kitni fee hai in mukhrjee Nagar for SSC cgl tier 2

 "कर्मणये वाधिकारस्ते मां फलेषु कदाचन । मां कर्मफलहेतुर्भू: मांते संङगोस्त्वकर्मणि"  ।।
(Bhagwat Gita: Chapter Two verse 47) 


Meaning:: 

Aapko aapka kaam krte rehna chaiye. Mehnat jari rakhni chaiye. Fal ki apeksha kiye bina kaam krte rehna chaiye.


Meaning in our context::


Raju ka kyaa hogaa.

AAO valo ka kya hoga.

Normalisation ka kya hoga.

Stay lagega ya nahi.

Vacancy badhegi kya.

Cut Off ghategi kya.


YEH SAB SOCHNA TUMHARA KAAM NAHI HAI.


Tumhara kaam Mocks dena evaluate karna aur improve karna hai.

Vo karte raho. Form bharte raho. Exam dete raho.


Hopefully aage jaake pakode nahi talne padenge. 😂 😂 



Dkhte h share krein ..jai Baba modi🚩🚩🚩

Bhai isko solve krke koi smjha do

Solution pls😢

Delhi region admit card Kab aaye GA?

@careless_user @Aditya512 kya logic hai...???

Anyshortcut

West Region pi k tun hai. Pta nhi kb utregi


English me cloze test bi repeat hojate hain kya? Hue h mains m abtak?

Bhaiyyo I got 100 marks in tier 1 sc category.... Now how much minimum marks should I get in tier 2 to qualify... Pls tell

Koi frusted hai??

Yaar mera bad luck hi kharab hain. Testbook pe abhi maths ka mock de raha tha. Acha hi ja raha tha. 90th question pe aake(with 11 mins left), server crash ho gaya saalo ka. :(