वैसे सही में खुशी के माहौल में बाज नहीं आते ......
मुंह बनाने से ..समझ तो आप गए ही होंगे ॥।
वैसे सही में खुशी के माहौल में बाज नहीं आते ......
मुंह बनाने से ..समझ तो आप गए ही होंगे ॥।
Kiske tongue me kala spot h bhai jldi bol tym tu....
ssc wale kahi peene to nhi lg gye office me he..
bhaiyo mahoal banane ki baat to theek hai parantu y koi bata do mujhe k result ane k aj sach me chances kitne hai... fir hum bhi dekhe aj kya ummeed rakhni hai ..
Aisa lag raha ki pg nahi galla mandi me khade hain
Bhai still 44 , kuch to hoga 100 percent
Result ke baad aadhe roynge aadhe hasnge fir bhi we want now
Ssc tube kuch ni bol raha uska karega aaj
Bhai 44 log...MTS ka to Result Jo ki Sirf 600 kuch ka hi hai...nahi bana rahe hai.....
Aaega Aaj Apna hi Rest Aaega...
Jai Ho Ashim Khurana Ki....
Nikalwao Result....
CGL 2013 ka final result 10:30-11:00 baje aaya tha
What if a person closed PG in evening today, and opens it tomorrow morning?
9 may 2016 , Bhaiyo lagta hain yeh date yaadgaar hone wali hain
Last updated 6 may 2016 Last updated 9 may 2016
ab to 9:30 ho gya ............... ab upload ho rha hain .........
|||||||||||||| 2%
uploading
@vkmsln21693 Khush ho bhai? Aaj aapki prediction se mahol ban gya pg par. Doguni khushi tab hogi jab result aajayega
कर दो आशिम सर ....चीटू सिंह और ट्यूब वाले की बोलती बंद ......
दे के मारो हमारे मुंह पर रिजल्ट .....
लगता है किसी की बर्थडे पार्टी चल रही है ऑफिस में
WWhat is normal strength at dis hour in SSC office?
time 9 baj ke 30 mins ..... avg response 0.98 sec iska matlab kaam halka ho gya hain .............. ab lagta hain sayad sheet ban gyi hain
UPSC ka Final Result Bhi Aane Wala Hai....
Ashim Sir Ne ठान Li Hai....
Pehle Aaega To "SSC CGLE 2015 " Hi ......