Ye tube chutiya h mc.chairman ye kese pata lagega ki konse withheld ko konsi post milegi jo reserve rakhe withheld ka to interview bhi nhi hua
Tube wale Ki results prediction kch aesi hi h....
Jaise ko dec last week me bole Ki.....as per info received from sources nya saal aane wala h....
Lo.. Aa gaye tube market mein.. Aaj subah he ek bhai ne ssc hq call karke pata kiya ki is hafte result aane ke chances bright hain.. Jaise he yeh news market mein aya tube wale bhi active ho gaye.. Yeh farziTUBE isi thread mein hain aur yahan ke info ko repackaging karke post karta hain... Sharm ani chahiye
Wese ek bat to h ki ye faketube kuch bhi post karta h to ghamasan macha deta h bchho me...
Aaja re baba! Ek hafta analysis karne mein acha time nikal aayega
26 May 2015 ko form bhara tha maine. Ek saal baad results aa rahen hai. Phir joining ke liye abhi ek aur saal wait karunga.
Ashim Khurana Ji aapke pass mauka h....agar aap aaj hi result De doge to at least SB ye bolenge Ki result 1 week phle to aaya h.....fir aap bhi WO bdaio wala letter likh skte ho....mai bhi aapse kch bhala bura nhi kahunga ....aaj k baad kbhi bhi result doge to kisi pe koi fark nhi pdne wala ....
Jai hind .....
बालक से पूछा गया कि,
" तुम किसके पास सोओगे ?
मम्मी के पास
कि,
पापा के पास ?? "
.
.
.
.
बालक ने उत्तर दिया---
"मैं तो कूलर के पास सोऊँगा
Tube ki post pad li...Jo info kal di cgl 16 ki Maine aap sab ko..ussi ko woh bech raha h market mein...result Ke liye 11 baje se try mar raha hu....kyuki jitne impatient aap sab h utna hi mein hu...jaise kuch pata lagega. Aap sab ko suchit karunga..
Vishwajeet bhai ko koi mention karo. Unki cutoff prediction ki jarurat h. Result ke pehle last time . Sabse authentic lagti h wo.
Tube says -->
Now, as per info the whole process is completed and result may get published by this friday.
So, result shld come anytym now
Jis ka mujhe tha intezaar, Jis ke liye dil tha beqaraar, Voh ghadi aa gayi (Read 'aa rahi hai').
Jab sara process complete ho hi chuka hai to fir der kis baat ki ... ab to Khurana ji ko result de hi dena chahiye... jisse 2 baatein hongi ek to result compress bhi mana ja skta hai 1 week pehle aur dusra hum log ko bhi shanti milegi aur khurana ji ke sar se ek headache kam hoga.... 😂 😁
aane vali h meri jaan
दिल ना-उमीद तो नहीं नाकाम ही तो है |
लम्बी है ग़म की शाम मगर शाम ही तो है ||
Cut off prediction (IP UR)
ITI : 520 +/- 2
AEO : 518-520
Examiner : 530 +/- 2
MEA : 528-530
CSS : 495-496
Excise : 495 +/- 1
CBI : 503-505
AFHQ : 502 +/- 1
DA : 492-493
IOP : 492-493
PO : 510 +/- 2
Jaale pe namak chirak ra hai...maaro saale ko...
रेलवे TC:- बाबा कहाँ जाओगे ?
साधु बाबा : -जहाँ राम का जन्म हुआ था .
TC: टिकट दिखाओ ?
साधु बाबा : -नहीं है बच्चा
TC:- तो चलो .........
साधु : -कहाँ ?
TC: -जहाँ कृष्ण का जन्म हुआ था ।।
Bhaiyo chairman aur us k device active ho to btana TIA