Bhaiyo uthte hi pehle ssc ki site khol ke dekhya ki Result ayo ki na.... To Bhaiyo ke poll me to yes hi tick krenge... 😃😃
MIthun ki movie ka typical scene..
MitHun chota h. Uske baap ko villan ne Mar dia h. Uski maa ka rape ho gaya h or ab vo Marne vali h. Just Marne se pehle...
Mithun: maa tu muje chod k nai ja sakti.
Maa: nai raja, ab mujse na ho paega.
Mithun: maa tuje meri kasam , mat ja.
Maa: raja, ab tuje bada hona hoga, aankhen khol or sach ka saamna kar, result aaj nahi aega raja..
Mithun: Marja BC
Waise aaj ki date 24 May 2016 bahut zyada suit karegi result k saath upar se mangalwaar.. isse kehte hain sone pe suhaga... :)
Result aaj nhi aayega. Kyuki aaj ek notice aa chuka h video ka. Aur in kamchoro se ek din m ek se jyada kam nhi hota
Pichle ek mahine me ssc.nic.in pe activities ka trend kya h??
Means kis kis day and date pe updates aai h??....
Ek week me ek se jyada update aai h kisi week me??...
Aaj result ki full sambhavna
3 bndo Ki reputation daaw pe lgi hui h SSC k results se ...
1. Teenu singh ,Thursday
2. Farzitube ,by Friday
3. Khud SSC ,by 30 may Monday
Dekhte h is mahfil me kaun bchta h bejjati se ....kaun jeetega sbke dil ....
Bus aaj aur kal Ki baat h....fir teenu Ki ijjat daaw pe h....SSC k haatho
puys i always wonder ki ek month result late aane se hamari ek month ki service kam ho gayi... but isse jo nuksaan hai vo hamari ek month ki uss salary ke barabar hoga jo salary humari retirement ke tym hogi bcoz uss post pe hum ek month kam kaam kar paayenge.... aur vo atleast 6 figures me to hogi hi
Is anybody here using BSNL WiMax....if yes...kindly share hows the service, connectivity and browsing + downloading speed..
किसी का gutka गिर गया हैं ओर साथ मे 2 विमल ओर 1 पान बहार भी है जो मेरे पास हैं
- मोबाइल नंबर है - 8927484920 सम्पर्क करे
इस मैसेज को सभी ग्रुप में सेंड
कर दीजिए Please.
किसी की जिंदगी का सवाल है ।।
Itni shaanti faili hai yahan...
After so many days us is present today..so result aaj b aa sakta hai?
Bhai log tension na lo result aa jaega thursday ko.... neetu ki post mostly sahi hoti hain.. Maine aaj tak jitni dekhi hain wo sari exact nikli hain... so dont wory, one more day after today and then our result will be out
Which is jayada faker
- Ssc tube
- Miss neetu
0 voters
Aa gaya..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
टिफ़िन का डिब्बा आ गया मेरा
Itne time se khali baithe h ... Result jo bhi aega jaisa bhi aega mobile tyag dunga me jld se jld... Saala hath ki watt laga di ek thumb ku vajah se pura hath dard kar gya bc... Pure din mobile... Kisi ka same haal?
Ab SSC se jyada bharosa PG par h , result check krne k liye bhi PG khol raha hu na ki SSC ki site... Bewafa SSC
Final expected cut off for obc excise ???
- 475-477
- 472-474
- 478-480
0 voters
FFinal expected cut off for obc CSS ??
- 480-482
- 477-480
- 474-476
0 voters
FFlFlnal expected cutoff for obc DA ??
- 466-469
- 474-477
- 470-473
0 voters