Sabse badhiya Indian cricketer kohli ke alava 😎😎
- Gambhir
- Vijay
- Mohit
- Rohit
- Rahane
- Nota
- Dhoni
- Bhuvi
- Yuvi
- Nehra
- Binny
- Raina
- Bhajji
- Ashwin
- Jadeja
0 voters
Sabse badhiya Indian cricketer kohli ke alava 😎😎
0 voters
एक लड़की रोज सुबह 10 बजे पेड़ की डाल पर बैठ जाती,
और
शाम को 5 बजे उतर जाती
.
.
.
.
.
.
MBA करके पागल हो गई थी
खुद को ब्रांच मैनेजर समझती थी..
Koi PC ya laptop se pg chalaye hue ho mere karma points hi bta do. Or in karma points se kya hota h ye b bta dena bhai mijhe ni pata
मोहब्बत उठ गयी दोनों घरों से .... सुना है एक खत पकड़ा गया ह.....
Kal raat mere saare padosi aur ristedaar so nhi paayenge mere selection Ki khusi ya gum me....
Bahut din khusi me jee liye meri barbaadi dekh k khus hone wale ....
Kal modi ko 2 saal ho jaenge ....aur sch me to hmare ache din kal se hi suru honge
Gud nite....frnds cum bros ....
Kal result kis time slot mein ayega
0 voters
***********************************************************
उम्र भर सूखे पत्तों की तरह बिखरे रहे हम
मुद्दतों बाद किसी ने समेटा तो सिर्फ जलाने के लिए
*****************************************************************
Namaskaar bhaiyo,
Yaad hoon na mai ya bhul gaye???
(3-4 dino se pg pe aana chor diya tha,yeh soch ke,ki itne din se din bhar pg pr he result ka wait kr raha hoon,result to aaya nahi...do char din gola maar ke dekhu,shayad aa he jaaye,but afsos...)
Result chodo ye batao match harne k bad KKR ki cheerleaders kyun ro rahi thi??? Salary kya per match milti hai ??
Zyada tar bhartiyo ka manna hain ki result kal 6 to 8 k time slot k beech ayega... asha karte hain kal saare bhai log is time online rahenge aur mahool ku garm karne mein sehyog denge dhanyavaad .shubraatri :)
Result ka din suhaag raat ki tarah hota hai...
intzaar bhi hota hai aur ghabrahat bhi...
Just 18 hours left.....
The auspicious day has come
26th May Thursday aa gya hai....Hopefully ab Results bhi aa hi jaaye aaj jaisa Cheetu mam ne kaha tha..Cutoff ka doodh ka doodh paani ka paani ho jaega...jo hoga dekha jaega...Bhagwaan humein Shakti dena (💪💪 ) jaisa bhi Results aaye...Acha ya Bura...
00:02....bas kuch hi ghanto k mamla hai ab aur...ATB Puys...Countdown starts now... .... 👌😉🖒
guess I won't be able to sleep tonight
Neetu Singh's make/break day has started along with ours
Hum sab Aunty pe kitna bharosa karte h, pg pe dikhta h.... Khair aunty sahi ho aur iss intezar ka ant ho.....
Agar aaj result na aaya,to mai ssc ko kuch lines dedicate karna chahunga,wo lines iss prakaar hain:
Woh meri neend mera chain mujhe lauta do
Woh mera pyaar mera dard mujhe lauta do
Neend jitni bhi maine khoyi hai
Chain jitna bhi maine khoya hai
Woh meri neend mera chain mujhe lauta do
Woh mera pyaar mera dard mujhe lauta do
ssc n raaton ki neend tak uda di hai ...aaj to result d de.