Pmo kh se beech m aa gya bc......withheld ka issue nhi h iska matlab........maybe jo beech m chu@$#/giri ki thi obc certificate ki ....wohi poochne jaa rhe honge ki sir jaats ko kis quote m rkhe h.....
Ab PMO se meeting , khurana sir sirf bewakoof bana rhe h, naa to koi reason diya delay ka naa hi koi fix date naa interview ke marks ... iss baar choro se kya bole vapas to PMO se meeting ka fresh bahana de dala ... Hadd h SSC ... ab baato se kuch nhi hoga mujhe lagta h ... hame dusre tarike dekhne chahiye ... enough is enough
Fir chutiya bana dia khurana ne.... media aur strike ke bina kuch nai ukhdega..... isi tarah launde jate rahenge aur apna katwate rahenge
Ache din aane wale hain....... kaun kehta tha yeh.... saala aise nautanki toh 2014 mein bhi nahi hui..... cpt k 75 din baad bhi pmo decide karega ki result ka kya karna hain...... wtf
Ache din aane wale hain....... kaun kehta tha yeh.... saala aise nautanki toh 2014 mein bhi nahi hui..... cpt k 75 din baad bhi pmo decide karega ki result ka kya karna hain...... wtf
ye result nikalne me modi ka kya role hai mitron
aaj media ka kya role tha.. koi ye to batao mitron
Lagta h iss khurana ko 20 ko pmo office pe hi gherna pdega....
bhai main modi G se request karunga ki UP me agle saal election hone hain to kripya CR region ka result zaroor nikalwa den
Kaisa C Chairman h......jab uski meeting thi 20 ko to 1 ko candidates ko anytime soon and nothing to worry kyu bola bc
khurana n result k baare m kuch kaha ya sirf pmo s meeting ki baat bol k nikal gya...??
Pata nai kyu log is chairman ki vakalat karte rehte hai group pe ki bohot strict chairman hai... aisa ch#£@ya chairman hai ye.. isse achha to pichla wala hi rehta... kam se kam result to deta....
#sackKhurana trend karate hain bhai
Is chairman ke against hi strike kar deni chahiye bc....
एसएससी चेयरमैन श्रीमान अशीम खुराना ने बोला है
" अगर 30 जून तक रिजल्ट नही आये तो जिस गली से मैं गुजरूं ,वहां मेरा पुतला जला देना "
There was a mole Among us ..of ssc tube ...he leaked the info to them...true MOM of meeting with Mr.Chairman ..will be posted by our friend Vishwajeet in a short while.....please maintain the decorum of thread ..kyuki yeh thread kisi ke baap ka nahi...hum apni pe aaye toh bhaage nahi miloge...zinse kuch nahi hota woh taali bajate h...and yes those who are sincere here ..and respect our job..plz again i r3quest u to make tweets again referring to pmo, jitendra singh , sushma swaraj..no need to tag media...buit the pressure it is already working...
सेवा मार्ग भक्ति मार्ग से ऊँचा हैं !
जय हिंद दोस्तो...🙏
When the final result of SSC CGL 2015 will come. RTI Reply: No reply
bhai yaar ek simple sa point samjho...chairman ko gaali dene ka koi matlab nhi hai...usne jb takeover kia tha uss time tk tier1 and tier 2 dono ho chuke the...aur cheating ke saath...ab yaar unme agr cheaters hain to unhe filter out krne mein time to lgta hi hai...sarkari kaam hai bhai samjho...baki sare results nikal die hain ssc ne..CGL mein koi dikkat hai tbhi nhi aa rha na...koi shok thodi hai chairman ko result rok ke rkhne ka...mana bhai hm sb frustrated hain bt faltu mein kisi ko gali dene ka koi mtlb nhi hai..jo bhi ho rha hai hamari aur future CGL aspirants ke achche ke liye hi ho rha hai...baki ab merko bhi gali deni hai to shok se do
P.S : I have given CGL 2015 and waiting for the result
jo kuch log milke aaye h unse yahi puchna chahta hu...ki exact date batayi ya nhi abhi bhi...ya fir se jaoge 15 din baad aur yahi chalta rahega...thoda dimmag lagao aur ye socho ki agar result me kuch b issue nhi h to pm k paas jaane ka kya kaam??
bhai shi ho sakta h par HADD h yaar saala UPSC ko to DOPT secretary nipta dete h JITENDRA SINGH number ni aata . aisa kya ho gaya cgl15 me jo PM😁?if its true phir bhi vishwaas ni hoya. kya wo withheld ISIS ke terrorist h ya phir cgl15 aapirant koi attacker?😖😖😖