Ur minimum 310, OBC minimum 302
310 nhi 410
Sala ek ek din muskil se nikl rha h kya hoga pta nhi
Aj vo prediction prediction kelte h
Aaj maine apni ex ko dekha.. kisi dusre bande ke sath thi... Hasi aa gyi use dekh ke😆😆 yar kya dialogues the uske ek waqt ..... jo bhi kaho us bandi ne mujhe pura hi badal dia.. i miss old me.. Note-. Koi bewakuf nhi bolega mujhe.. kyuki sab bante hain kabhi na kabhi, wait for your turn . 😂😂🤣🤣
Sb dua kro kal tk vacancy bdhne ki khuskhbri mile.......
Nalayko.. jara si pyar muhhabat ki bat karo sabko maza aajata hai.. sab achanak se jag gye.. nhi to pure din sirfur ka itna, obc ka itna... Aur ek yeseva sattu hai, ye banda alag hi level ka nasha karta hai.. good night..
ASI ki training kahan hogi? Training k dauraan sunday ko chhutti ya outing milti hai kya?
Aaj final vacancy ki notification aaegi kya?
Gud morning guys...one more day has left... 7 days to go...
agar aaj final vacancy nahi aayi to result delay ho sakta hai
Result jitna let oga vacancy bdne ke chance utne hi oge
ready to serve in crpf and having marks above 305 ur, 293.5 obc
- yes
- no
0 voters
Ssb ki training kaha aur ram ki kitani hoti
Bhai ham ek larki se bahut pyar Karte hai. Job nhi hua to Uski maa nhi manegi . He bhagwan rahem karna.. Aapko aapki wife ki kasam
SSC reply to status of final vacancy
bhai log mujhe lag raha hai post increase hi hogi, nahi to itna der nahi lagata ssc
26 ko badegi vacency
Dekh lo
अल्पानामपि वस्तूनां संहति: कार्यसाधिका तॄणैर्गुणत्वमापन्नैर् बध्यन्ते मत्तदन्तिन: