upssc me up irrigation je civil me kitne studend ne exam diya kuch idea hai dosto
kya je civil ka result bhi AE k sat hi aa jayga .ya fir je wale latak jaynge
लो यहाँ भी ट्रोल्स और फेक यूज़र्स आ गए।
vaise to ye AE group hai ,pr kya dosto idia hai result clear kitne % p hoga je civil walo ka
Dheerendra Singh >>
Bhaiiyyoon sab log aaraam se raho. Don't take tentions. Sabse pahle seat badhane ya ghatane ka faisala jab written result ready ho jata hai to ayog ek reminder gov./secret. To bejata hai aur puchta hai ki ye result ready hai ismain seats increase ya decrease karni hai kya aur reply ke baad uske multiple pe hi qualify katata hai... ye ekdum confirm hai... aur esko leke bilkul bhi pareshan mat hooyee.... ye sab baad main decide hota hai.
Bhaiyo agar result is saal chahiye to thoda sangharsh krna pdega, fb aur pagalguy pe thode time ke liye khush ho jaoge par usse uppsc pe koi dawab nhi bnega. Abhi time hai,abhi humlog kar sakte hai kuch apne result ke liye. 26 July ko Allahabad chalne ka decide ho gya hai...aaplog se anurodh hai kripa krke bhaari se bhaari sankhiya mai waha pahoche. Jo pahoch rhe hai wo apna no neeche comment mai post kre...dhanyavad.
Ab dusari baat no. Of candidates wali 4403 first day ka data hai. Aur 4356 last day ka.ye bhi confirm hai.
AE mechanical ka expected cutoff interview k liye kitna hoga?
Clarification regarding reservation in uppsc ae exam Reservation written main nahi diya jata hai.. sabhi candidates ko apni catogary main hi qualify hona padata hai... jaise gen. Ki 450 seats hai to gen. Ke sabhi log usme hi ayenge 4 times.... uske baad obc ke sabhi ladke obc seats ke liye hi qualify karenge 4 times... even agar obc ne jayada marks paye ho tab bhi wo abhi gen. Seats main nahi jayega... same with SC/st. After interview combined marks ke baad final merit main overlapping hoti hai. Jisme gen. Ki puri seats ke liye sabhi candidates count honge jinko merit 450 seats tak ayegi .. wo chaye kisi bhi catogary ke hoon. Eske baad gen seats khatam ... aur phir obc and SC/ st ki seats main sirf corresponding catogary ke candidates hi select honge. Jo cutoff show kiya gaya hai wo sirf written ka hai... lekin agar isi exam ka final cutoff dekhenge to usme obc ka cutoff gen. Se kafi kam hai. Kyonki catogary ke kuch candidates gen. Main jump kar jate hain... jinse ki catogary main niche walo ladko ka chance ban jata hai aur final cutoff low hoti hai. Isliye Interview main qualify hone wale gen. Candidates ka selection ratio kam hota hai aur catogary walo ka selection ratio jyada hota hai.
Dosto sabhi log update puchate ho.... kyon na hum sabhi log uppsc chal ke chairmen se puch le... sab kuch clear ho jayega... ek hi baar main... ye tabhi ho payega jab jyada se jyada log 26 July ko ayog pahunchnge... plzzz sab log chaliye... jitne bhi group hain har jagah list update ho rahi hai... kripaya apna name bhi add kare... aur wahan upastith hoon..... sab log saath rahoge to baat ban jayegi.
26th July is kargil victory day, so we vl also win, common guys
agar koi mujhe civil engineering ki answerkey de sakta hai to please de de . set-b in both objectives. and set c in hindi and gk
26 July...list of ppl those who r going. Cumon guys give ur names...kiska intezar kr rhe ho.
1.Amit kumar 2.Prashant Singh 3.utkarsh yadav 4.vivek jaiswal 5.alok yadav 6. Shailendra 7. R.P Sonkar 8. Nikhil upadhyay 9. Pramod agrahari 10. Sujeet Rai 11. Arvind yadav 12. K.m. pandey 13. Sameer kushwaha 14. Rahul sharma 15. Ramesh yadav 16. Anurag yadav 17. Sumit kumar 18. Alok Kumar mishra
AE( mechanical) General cat. ki cutoff kitne jayega before interview and after interview??
kisi ko pata hai obc ka qualifing mark kitna hai...for uppsc AE ke liye?
2016 main bhi AE ki vacancy ane wali hai... December 2017 main hoga exam... iska 2013 ka result bahut jaldi... ane wala hai....
hindi me minimum kitne marks hone chahiye...qualifing ke liye...?
Reply - UPPSC Allahabad [email protected] via nic.in
17:41 (34 minutes ago)
to me
Dear Applicant,
With Your Query or Question against Reference Number : 'GEN020160721013'
Your Sugession/Query/Problem : 'Dear sir , I want to know that how many seats are there for agricultural engineer of 2013 AE exam'
Reply From UPPSC - '12- SEATS seats are there for agricultural engineer of 2013 AE exam'
With Regards ,
UPPSC Allahabad,
( Uttar Pradesh )
Note: This is a system generated e-mail, please do not reply to it.
*** This message is intended only for the person or entity to which it is addressed and may contain confidential and/or privileged information. If you have received this message in error, please notify the sender immediately and delete this message from your system ***
Yar,abhi tak 2013 ki copy check hona start nhi hua h aur aap log result ke bare me soch rahe ho, aaj aayog k ek clerk SE meri bat hue h