Civil 2
Question paper ka set D hai.
kk
ramesh bhai obc category mein kitne no. tak pwd mil jayega
Bhai aapp sab log itna tension kyon le rahe ho yaar civil main cutoff kafi low jayega... even aisa bhi ho sakta hai ki pure ladake bhi na mil paye inko reserved catogary main. Ek baar phir cut off likh raha hoon... mere analysis pe sab log dhyan dena... ye sirf written exam ke liye hai .. interview ke liye baad main Max koi agar marks PA sakta hai to wo 600 hai Maan lo iske baad ke top 25 log 2 marks ke difference pe hain. To top ke 26 log cutoff ko 550 le ke aye. Maano agle 100 log 1 marks ke difference pe hain to upto 126 seat cutoff 450 pe aaa gayi Ab next 200 log agar 0.5 marks par hain to 326 seat tak ane main marks 350 pe aaa gayi.. Aur baki bachi general ki baki bachi 124 seats ke liye ladke 0.25 marks ke difference pe hain to cut off 319 marks aaaa gayi... aur reserved catogary main to aapp log samajh hi gaye honge ki min. Cutoff qualify karne wale ka bhi ho jayega. Agar reserved catogary main 1 marks pe agar 10 log bhi hain tab bhi obc ke liye 295 aur SC ke liye 275. Ye Jo bhi marks maine likhe hain ye sirf top ke 950 ke liye hain... jab ki inko interview ke liye karib 3000 logo ko call karna hai... to ye to pakka hai ki jitne log bhi min. Cutoff cross karenge unko interview call aaa jayegi. Ab final selection ke liye marks 45 se le ke 65 tak vary karte hain... agar sabhi log min. Marks bhi mane to mujhe lagta hai Gen - 340 interview/ 380 final Obc - 300 interview/ 340 final SC - 275 interview/ 320 final Ye Jo bhi analysis hai ye max. Marks hai... cutoff isase cum bhi jaa sakti hai... but jyada nahi pakaa.
2011 ae interview schedule.
uppsc 2013 mai general girls up domicile ka quota h kya ???
Guys someone on facebook claims result will come in August...and joining in October.
Joining October tak ho sakti hai, written result August main aa sakta,aisa Facebook group pe post hua hai.
a.e ki next vacancy kb aayegi koi bta skta hai 2014 passout civil
ies main hota nhi aur yaha vacancy aa nhi rhe
Uppsc ke facbook group me ek member ne post kiya hai ki October tak final result sure aa jayega... Use ye bat retired engineer in cheif jo ki abhi uppsc ke member hain unse pata chali hai .. agar ye sach hai to guys next year ham sabke liye quite different hoga.. enjoy
ye 2013 ke result ki information acutal hai ya prediction hai
bhai GS me kitne marks aa rage hai i think paper is too hard
yar kisi ko pta ho plz tell AE(Irrig) vs AE(Minor Irrig. Works) vs AE(Rual Eng) vs AE(Ground Development) me se kaun si job jyada behtar h Civil ke liye orderwise & kyu ? And AE(Irrigation) Civil ka exact kaam kya kya hota h and AE(Irrigantion) Civil ki Posting kaha kaha & kaise decide hoti h ?
civil paper 1 objective .....................please comment
equation of motion for laminar flow for real fluid is known as???
maximum depth of sedimentation tank???
- 5m
- 4m
- 2m
- 6m
0 voters
finer the cement more is the????
- shrinkage cracking
- workability
- strength of cement
- all of these
0 voters
road in rural area should be designed??
- 15 to 20 year
- 20 to 25 year
- 5-10 year
- 10 to 15 year
0 voters
Civil marks Out of 750
- 486 - 500
- 451 - 485
- 431 - 450
- 400 - 430
- 351 - 400
- 300 - 350
- <300
-
500
0 voters
kuch log kud hi answerkey bana rahe hain and claiming 250 marks