@daddykool said:photo li rote time? ..
arey meri halat dekh k sar e candidates aa gye puche kya problm hai apka maam sab k sab tensd h gye the..aansu k toh baadh aa gye the.. aisa hua k jisne galti nikali thi use v bura lag rha tha..:(
@daddykool said:photo li rote time? ..
@mili_123 said:arey meri halat dekh k sar e candidates aa gye puche kya problm hai apka maam sab k sab tensd h gye the..aansu k toh baadh aa gye the.. aisa hua k jisne galti nikali thi use v bura lag rha tha..
@daddykool said:fir se 8 ko face karogi us bande ko, is baar sahi kaagjat ke saath
@daddykool said:that's true...also happens in WB.

@srvsh said:bhai...attack mat dilao...i've given my PO exam & interview from WB...
@daddykool said:SBI previous year solved papers wali ek aati hai BSC ki wo le lena...koi aur publication mat lena lekin...aur maths ke liye M Tyra prefer karo and BSC ki hi DI aati hai wo...
@mili_123 said:tum v iss baar ki baat kar rhi ho? kab tha tumara intrvw? muje toh lag rha tha k kuch setting tha inlog ka resident canidates k sath kyuki kuch member 1 2 candidates ko hi bye nd khusar fusar baaten v kar rhe the..

acha D I me exact ayega kya sbi me ? pura ka pura 50 marks DI hi rhega?
@mili_123 said:thnxx.. mai bsc publication ki hi 10 yrs use krti hun but maths k liye r.s. agarwal.. m. tyra mere palle nhi padta..
@vc2 said:mera interview 2nd feb ko tha....tum khusur fusur ki baat kar rahi ho...mera jahan interview tha wahan khullam khulla ye sab ho raha tha...koi bhi staff ka beta beti aa rahe the to unhe khash treatment di ja rahi thi....sabse aage unka document verify karne ka so called naatak kar rahe the...wo unka interview bhi aage kara k khatm kar rahe the koi list wise nahi kara rahe the...mera number tha interview room me jaane ka to koi staff ki beti aa gayi to usse aage bheja gaya ki jaldi khatm karke ghar jayo
@daddykool said:m tyra ke liye usko padhna padta hai par concept dhaasu hai uska saath mein Data Interpretation le lena practice ke liye M Tyra and K Kundan ka kyunki 35 se 40 questions DI ke hi aayenge...r s aggarwal sbi ke liye apt nahi hai...

@mili_123 said:and 1 more thing baad mein ye sbi wale merit grads %ge wise toh nhi bnayenge na?
@mili_123 said:hmm toh k kundan lun ya m tyra?
@daddykool said:abe m tyra and k kundan ki ek hi book hai, co authors hain dono ..haan har type ka DI aur data sufficiency dekh lena...
result ayega kab po ka 15th feb? and sbi assistant ka final result ka koi idea?
@mili_123 said:result ayega kab po ka 15th feb? and sbi assistant ka final result ka koi idea?
@daddykool said:haan PO ka to aa jana chaiye 15 tak...sbi assistant diya nahi to pata nahi...