ICMR UDC/Assistant/PA Recruitment 2019

iski posting all india rhti h ya only in delhiiii m plz guyss tell meeeeeee

reporting time is 2 hours before test time...we have to reach 2 hours before????


Kitno ka 1st ko hai aur 2nd ko??

  • 1st nov
  • 2nd nov

0 voters

Someone has changed my medium of language from English to Hindi..who is that rascals?

Typing test ke sth hi document verification hoga kya..admit card mein kya de rkha h yr

Kiska kal subha 10 bje Rosewood me h ?

First of all Best of luck to all . Secondly, aaj seats kitni hai aur high scorers ke score kitne hai sab jante hai aur cpt jyda tough bhi nhi hai, ms office ka casual user bhi clear kr skta hai, isliye kripya jyda bheed na badhaye aaj waha kuki test k bad sheets pe sign krne me bohot time lag jata hai. Soch samajh kar hi cpt dene jaye.

Jiska jiska aaj h typing please review post krna...........best of luck......

Kitna shifts me typing conduct ho raha h

Backspace allow hota Hain Kya?

Agar kisi ki typing aaj ho toh... please let others know ki backspace allowed hoga ya nhi aur normal word length kya h ...

CPT hua kisi ka??

Bhaiyo 102/BHARTIYAM DIGITAL ACADEMY, mange ram park sector 23 Rohini Yaha par kaise pauchna hain koi bata do bhai jiska bhi iss center me hoo..

anyone had his/her typing test for udc today? If yes, please tell us the details.. backspace hai ya nhi? and unhone 350 words dene hain ya 1750 key strokes dene hain typing me? because agar words huye to "is" bhi ek full word hai..

Koi bhai aaj ke typing test ka review de sakta hai kya

Typing test kese hoga...????????????

  • paper diya jayega
  • Software par

0 voters

1750 keystrokes honge kya yr? Ya fir zada?

Entry kitne bje tak thi wrt reporting time??...aur BHARTIYAM DIGITAL ACADEMY Mai tha kisi ka?

Entry kab Tak Hui??

Entry kab Tak Hui aaj