JPSC 6th Combined Civil Service Recruitment 2016-17

An mains kb????

Ranchi mein best coaching kon hai jpsc ke lie.jiska guidance sahi ho.

Supreme Court ne faisla liya hai ke "applying under a reserved category and availing it's privileges one will not be considered for unreserved seat even after securing higher marks than an ur candidate". Iska niskarsh yeh hai ki agar aap category mein apply  karte hain par uska laabh nahin uthate jaise ki age mein relaxation, minimum graduation marks ,etc tab aap UR mein consider honge. Open and Shut case. So such BC1/BC2  bhai bandhu aapke chance poore hain. 

what about mains  form?

Do we have to fill mains form for JPSC mains 2016 ? If the exam is to be conducted on time then when will the mains form be filled up.

Anyone with English Lang & Literature please help with material.

 please help me with ENGLISH LITR. MATERIAL  ........Please MAIL  at [email protected] 

wil the mains exam of jpsc held on time ? plz help..


JPSC shock mein chala gaya hai kya ...koi circular /Notice nahin nikala hai 6th Civil  Exam ka abhi tak ....



English Literature and Language ka complete notes main banane wala hoon. Uska pdf file Rs. 900 me bechunga. Kharidne ke pehle snapshots dekh paoge.  Samajh me aye tab Lena. Kam se kam 10 order mile to kaam shuroo kr doonga. Ek week me ready ho jayega. Main Times of India me editor rah chuka hoon. DU se Eng Honours. Interested ho to ping Karo.

sutron se khabar aa rahi hai ki exam cancel bhi ho sakta hai. 

Bhaiwan log. ..kono theek se bataito ki mainswa hoto ki nay hoto. Examma cancel kareke ke baat ho rahlo ho. bahute muskil se pt nikallo ho.jssc jaisan cancel hoto to gobardas ke khair naahi. mai ree tab bjp ke vote kabhiyo nay debo. 

Lago ho Ankes bhai ke start-upwa start hoye se pehliye baith galo ho. Humme to in helyo mogir bhaiwa samplewe nay dikha rehlo. Bhai sample pesh kareen. guaranteed log-baag toot padyen. Bureaucrat saathe saath bijnas tycoono bane ke sunahra awsar ho aur hum jaisan logan ke bhalaiyyo ho jayto. 

mains exam postponed ,check calender of all exam . earlier they always showing date of this exam . https://www.jpsc.gov.in/exam_can.php

आखिर वो घड़ी आ ही गयी जिसका हम सबको बेसब्री से इंतज़ार था। खुशियाँ मनाओ और BC वालों को शुक्रिया अदा करो। #जय JPSC#जय BC😂😎

Exam postpone hone ki jyada khushiyan na manayein, kama ke sutron se pata chaa hai ki exam ab 31 June se liye jayenge.

Hey,  when is the revised JPSC prelims result coming out?? Any 

Juvnl ka result aega ki Ni...It's been 2 months ...Online test ka result itna time...Absolute torture to students...By the govt

Mains hoye ke sambhawna :

  • July,17
  • August,17
  • October,17
  • Next year

0 voters

Can anybody please clarify :Parinam ghosit karne ke liye Jpsc, High court me ek mamle pe decision ka wait kar raha hai. Kaun sa mamla hai yeh.