ye madam abhi bhi zinda hai 😂😂😂😂, aur fir se aa gayi apni hutiya post leke
Any update regarding case hearing
रायसीना में 'राम'राज। रामनाथ कोविन्द भारत के 14वें राष्ट्रपति।
GK ka question btaau bhai logo 😛😛 Ram nath ji naye rashrhtrapati ghoshit huye hai ...💁
Any information regarding case
#SSC_CHSL_15 #CASE As per info hearing wasn't concluded as of now. However, we would like to share the info On 29th May SSC already got the stay on the lower court verdict. Cheer Up Guys...CGL 16 result tentatively planned to release in july itself.
yaar ye secretary office allahabad ka full address pata hai kisi ko
Dv completed.. bt guys kch log case k liye bol rhe h yr... Post preference ki wjh s.. chairman ne in logo ko monday k liye bola h bt inhe toh jaldi h.. mene smjhaya bh k bhai case s bs apko hi loss h.. bt nh maan rhe yr y log..
biometric ke liye kha jana sahi rhega shambhunath institute ya secretariat office allahabad.....
Kya obc wale jinka certificate out of date hai wo bhi case kiya hai kya
monday ko kya hoga pls tell me guys.
Bc ab ye nya case pa/sa 2014 wala kya chakkr hai bhai ssc ne result kitne case ke chalte rok rkha hai...???
Abhi haal aisa ho gaya hain ki jab koi puchta hain "Beta job ke liye try kar rhe ho ?? " Toh aisa lagta hain ki chilla chilla kar bolu, Haan bsdk chsl mein lag gayi job !! Phir sochta hun ki agar bolne ke baad pata chala ki nahi laga job to izzat ki maa behan ho jayegi. 😂😂😂 copied frm fb but same feelings 😂😂😂
Monday Ko koi scene hone wala hai kya ??
Next hearing as u can read in screenshot, whatsapp to advocate Ruchir Mishra (not by me- itni aukaat nhi h abhi 😂😂😂😂). Don't ask about authenticity too, plz.
Ab y kon bol rha h ki ssc headquarter pr Isis ka hmla..ssc chief chal bse...unka beta 18 sal ka hoke hi result ghosit Kr skta h..still wait 4 year..he is 14year old
India chahe Kitna bhi developed ho jaaye anghute ki jarurat fir bhi padegi
Will the case of ssc chsl 2015 anyhow hemper the results or the recruitment of ssc chsl 2016??? it's damn irritating to see every post asking about the hearing and all..
maja aaya kya mil gayi kya naukri oh so sad race karne ka shok hai race karo or ha mai pi ke nahi bol raha tha din ke ujale mai bol raha tha personally nahi le rhaa hu yeh last comment yeh bando
jisko ko ssc ki naukri karni ho woh subha or shyam kam ki bat karte hai aise facebook jaise comment nahi marte hai hum hutiya nahi hu or ha koi paramount ka package bhi nahi hai tum logo ki pariksha le rhe thai tum sabhi fail ho gaye .
bhagvan kare tum sab ki job lag jaye
magar tum mai se koi bhi arjun nahi nikla
tumhe sirf tahnii , aasman , or chidiya dekhai de rahi hai magar chidiya ki aakh nahi so sad
best of luck bhagwan kare tum logo ki job lag jaye
or ha tum ne meri pol nahi khole balki
maine tum logo ki kitab khol de .
sorry brothers agar bura lag raha hai magar ab mai tumahere comments bhi nahi padhoga dubara is site ko hi nahi open karoga comments padhna toh door ki batt.
KHUDHA HAFEEZ
CHALNE KA WAQT AA GYA
TAKE CARE ALL OF BROTHERS AAP LOGO KA SHUKRIYA!
or ha jis bhi bhai ne yeh comment kiya hai ki mujhe vacancy ki no. ke bare mai knowledge nahi hai
us pe kya bole yar stenographer 2015 clear hai or sarkar hame jald hi naukri dene wali hai
so use bolna ki jis bande ko woh apne se lower samajhta hai woh
khello ka player nahi
khelo ka malik hai.
GAME CHANGER (GAME MAKER)
SArkar ne us se pahle mujhe naukri de diiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii.
aalah hafiiz lakin mai uska bura nahi chahta bhagwan kare woh bhi mahnet kare or us ki bhi jald naukri lage taki uske parivar wale sukhi ho
This is super last comment
khanni puri hui...............................................