Le @dhoombest phle apne pitaji ka to dekh le
Waise baaki baatein ek taraf kisi k pass koi khabar hai ki kya chal raha hai ayyog mai regarding result.
Ek UP.govt hai jo job hi nahi degi ab, aur ek bihar govt hai jo 1200 AE aur 4000 JE ki vacancy kar rahi hai.
uppsc wale sale pcs ka 20 sept ko de rahe the usko dena bhool gaye jabki pcs ko yeh bahut importance dete hai ab engineerng ki to yeh koi aukat hi nai samajte hai
Abhi tak toh uptu se engineering krne walon ki halat kharab thi ab toh iit waley bhi paresan ho rhe h.... Jo govt sector m rehna chahtey h... Jai ho yogi g ki...... Engineering degree vapas krne ka mann krta h
.
Aj fir ayog dwara nayi date di gayi nov last
Je ke bare me kya btaya koi kah rha tha ki je ki vacancy cancel kar diya ayog walo ne Kya ye bat sahi hai ya afwah udaya ja rha hai
Lo bhai ab march m aayega
Ye m.c uppsc vale khel khel rhe hai b.c m.c
Bhaiyon AE ka nov me aayega yaad rakhna.
Nov m ya March m aayga yh log Kya kr rhe h ek moderation nhi ho paa rha h shame on uppsc
AE Ka result agar itna late hai ....yani no effect of dharna/protest or Writ on Aayog.......all is waste......useh jab Mann hoga tabhi dega.... .zabardast gundaii hai.....Now March ...infact March "Last"
Idhar to ghar wale kehte hain result agaya hoga aur tera hua nahi hoga. Isliye tu talne mai laga hua hai 😂😂😂
Ye aayog vale hm log ke sath khel khel rhe hai m.c kutte hai
Mza karo chill raho ho kya karoge naukari kar ke sab moh maya hai yogi bano modi bano😝😝😝😝😝
Moderation ka jo span hai... Je wale bhai log note karlen.. Is hisab se to march tak unki copies check ho payngi aur fir 1 saal to moderation chalega... To march 2020 mai unke result aane ki umeed hai
BJP अपने शासन में result नहीं देगी। जिस सिद्यत से आपने BJP को चुना। उसके लिये BJP आपको धन्यवाद करती है। अगामी चुनाव जीतने के लिए आपकी result को रोकना पड़ा है; क्यूंकि आपके वेतन वाले फंड हमारे चुनाव प्रचार तथा अगामी जीत को सुनिश्चित करेगी। BJP को एकबार फिर से जीत दर्ज करवायें ताकि सपनों को साकार कर सकें। धन्यवाद!
Bhaiyon isbar vote jarur se karne jana.. Agar last time nahi gaye the to
Ravish Kumar NDTV +91 98115 18255 , inko wahtaspp karo aur grp me join karo.