friends .. aaj mai PEB office gya tha normalisation k matter par,
unki baat se lagta hai.. normalisation tabhi possibe hopyega.. jab sab friends jaida se jaida objection krenge , aur apni mahnat ka haq unse mangange.., ek to seat bhi nahi itni nikalti ki is chij ko ignore kr de..
bhai logo jo bhopal me rahte ho wo 5 8 logo ka group ( jinhone sub engg. ka exam diya ho ya na ) bana ke vyapam office jao udhar apki bat controller, ya director ,ya asst. director se bat jaror hogi me bhi 2 bar ho ke aa gaya hu jyada se jyada log jayege to unpar pressure aayega or unko normalization karna padega agar ek bar result aa gaya to phir kuch nahi hoga
Bhai logo mai Thursday ko vyapam gya tha normalization ke regarding to unhone bola h ki objection bhut jyada aaye h hmari committee ban gayi h or usi pr mamla chal rha h ab hm sb log 27 ko ja rhe pta krne ki kya decision hua h log bhopal se jo bahar ke h wo bhi aa rhe h to sb aa jao or ek sth 27 ko 11 bje vyapam chlte h bahar ke log bhi aa jao kisi bhi branch ke ho mere se contact kr lo ye mera no h
Yaar normalisation karo ..lekin agar exam reconduct hota hai toh phir single shift single exam for respective streams so that no need for normalisation
How many people think MULTIPLE SHIFT BASED ONLINE COMPUTER BASED TEST ARE UNSCRUPULOUS AND HAVE NO SCOPE FOR CORRUPTION
40-60
more corrupt than offline exam cause even we can’t ask for omr of selected candidate through court judgement cause online omr sheet can easily be altered
Bhailog abhi Allahabad Rrb ntpc exam ki news Google par search karo ..AMAR UJALA naam ke news paper ki ...aankhe phati reh jaayegi ..Bhaiyyo ONLINE AND MULTIPLE SHIFT BASED EXAM KA BOYCOTT KARO ..koi garib kabhi naukri nhi kar paayega aise me Jo sirf mehnat ke bharose baitha hai
Kl vyapam chal kr response sheet ka bhi bolenge kl jyada se jyada log aao kisi bhi branch ke ho agr koi sahi ans nhi milta h to news paper walo ke pas jayenge......
jinko lagta he ki paper ka level same he to wo apna time mat kharab karo idhar or jinke sath na insafi hui he wo lage raho normalization ke liye ya paper cancel ke liye
4 april walo tum ko lagta he ki hum free ke no. chahate he to kirpya karke RTI fill karo vyapam me or unse average marks pucho teeno shifts ki pata chal jayega ki vyapam wale kahi free ke marks na dede 3 april walo ko