bhai logo sunane me aa raha hai ki mp vyapam aur mpeb ne selected logo ko paise lekar 4 april wali shift me bulaya tha aur jinse paise liye gaye the unse kaha gaya tha ki 4 april wala set bahut easy rakha jayega or 3 april wale sets hard hoge. vyapam ke kuch logo ne to khud call kar kar ke scram batayi thi ladko ko.
bahut kam umeed hai 3 april walo ki. ye bhi ek scam hai bhai logo, socha tha isme select ho jauga but vyapam me to sabse jyada curruption hai.
Mere bhaiyo agar vyapam ko kuchh candidate se paisa hi Lena hota toh un ladko ko direct answer hi bata deta kyu itna natak karta..pata nahi aisi khabar ap logo ko hi kyu milti h..
Faltu apna imp time bakvash chijo me na kharab karo.prepare for next.nahi toh phir yahi bolna ki paper kharab that
bhai log last 25 days se sab log bhut tension m h ki kitna cuttoff jayega
me bhi kafi tension m tha but group members m sabke no. hmse bhut jada h avg bole to 135+ h sare so i am sure that ki aap log select ho jaoge.
or iske sath m 2014 sub eng. & 2013 sub eng. ki cuttoff ki link attach kr rha hu to uske according 10% something extra no, add krke aap expected cuttoff ka anumaan lga skte h
Bhai log sub engineer mai bhi medical test hota hai kya. Color blind waala person kya kare. Konsi government job k liye engineering field mai apply kare. Please help with your valuable suggestions
Guys , plz tell me ki normalization ho rha hai ki nai , aur agar ho rha hai to civil 3 April morning exam mein kitne number tak ka normalization hoga , plz suggest
Abhi result kha se aa jayega committee ki recommendations to aaye t b result pr kam suru hoga abhi to mamla atka hua h maine pucha tha result ka to bole phle ye mamla to nipte...
Bhaiyyo Jo bhi ho result ..WO sabhi log Jo apni life ko achcha banane ke liye mehnat kar rahe hai WO respect deserve karte hain aur when there is will there is a way...best of luck to all
Can anyone tell that was there any objection in answer key for 4th April exam...
NOTE-bhai logo ye bas general question hai plz 3 &4 ke paper ko compare mat karna...
Plz help regarding this question..
yadi score nahi malum h to kya karna padega.....kyunki mera system automatically submit kar k band ho gya tha... is karan m score dekh nahi paaya...@amit