DMRC Recruitment 2018 | Admit Card, Exam Date, Result

aaj JE ka result aaega ya nhi :(

DMRC me koi gapala Ho rha hai to kon Kya kr skta hai... Aaj tk unka kuch bhi nhi hua gapala krte hai hmesa...... Ek modi se umeed thi bo bhi dongi nikla

Result ...................


two post result came


Am operations RE03

Am elecrical RE01




Kaha gye re sbbb.....


Jinka hua hai wo operations ki cut off btao

Jb sbb thk haar k baith gye tb dia result dmrc ne

guys jo tym bola tha 11.56  usse thoda delay hua hai lekin finally it came....abh baaki ka result monday ko aega 14.50 hrs pay

AM Electrical ka result toh aa gya Lekin Maa ki Aankh upar se niche Kahi naam nhi h... Ab JE se thodi umeed bachi h iski Maa ka... Kuch toh miracle krde Bhai...

Those got. Selected in dmrc am operations How much attempt they made

Idhar meena surname kis ka hai..har post pe naam hai 5 -6

je electrical ka result kal aane wala h

electrical branch wale berojgaar rhenge unka kuch nhi ho skta

bihar bijli vibhag me bhi ab matra diploma wale allow kar diya h

Am electrical contract me selected candidates apne watsapp no. share kro ek group bnane ke lie for gd interview and further discussions.

electrical wale sab bekar apne aap ko engineer kehte hain. engineer sirf aur sirf ek hai vo h civil engineer. ies - 270,bpsc-1300,rpsc-1000,gpsc-1000.up-5000.ab jra electrical walon ki btata hu - ies-60,bshpcl-200,hvnl-105,rvnl-34,uppcl-180,gvnl-13. hahahahahaha. thank god meri branch civil h bhai

sabhi electrical wale apne bhai aur doston ko btaye ki electrical na lein. electrical= berojgaar

Kal eid nahi hai

bhai log aaj main bahot khus hun iss electrical branch jise main abhishap samajhta tha, ye sochta tha ki electrical ka kuch nhi ho skta aaj usi electrical ne mujhe job de di. bhai log tum sabhi ko meri taraf subhkamnayein

bhai log main aaj bahut khus hu kyunki main ab ghar ja skta. main 4 saal se ghar nhi gya. bhai log aaj main bahot khus hu.

main kahunga ki electrical branch h to tum electrical ko gf samjho aur electrical ko hi biwi

please electrical me electric machine ko majboot kariye

aur power system ke numericals ko practise karo

eng. maths k questions practise karo